kabhi hansa diya to kabhi rula diya..
maangne pe meri chahat, tune mujhe wo dila diya..
phir main bada hua, main bhi jawaan hua
khudd sab kar lene ka jazba, mujhme bhi ab rama hua..
ab main naye padaaw pe hun,
ek anjaan, akhri, kagaar pe hun..
dhundhla gayi hain aankhein..
ye kaan mera sunta nahin..
cheekhta hun yun to rooh se main,
par awaaz mein roub basta nahin..
kisi roz issi choubaare par,
hum khoob challangey lagate the,
maa ki dandi se darte the
par shararat se baaz na aate the..
ab chaar kadam chal lene par
saansein meri thak jati hain..
ruk jaungi,
ruk jaungi, zyada na uchchal buddhe,
yehi keh kar dhadkanein bhi darati hain..
wo bhi ek zamana tha
jab meri baat pe duniya chalti thee..
duniya na sahi to na sahi
duniya na sahi to na sahi
kamm sa kamm,
ghar mein to meri baat chalti thee..
ab ka dour, doudta hai..
ab ka dour doudta hai..
meri sunne ki tujpe fursatt hi nahin..
aaj tu hai, to mujhse hai
tujhe meri phir kyun qadar nahin..
tujhe meri phir kyun qadar nahin,
tujhe meri phir kyun qadar nahin...
robin
maangne pe meri chahat, tune mujhe wo dila diya..
phir main bada hua, main bhi jawaan hua
khudd sab kar lene ka jazba, mujhme bhi ab rama hua..
ab main naye padaaw pe hun,
ek anjaan, akhri, kagaar pe hun..
dhundhla gayi hain aankhein..
ye kaan mera sunta nahin..
cheekhta hun yun to rooh se main,
par awaaz mein roub basta nahin..
kisi roz issi choubaare par,
hum khoob challangey lagate the,
maa ki dandi se darte the
par shararat se baaz na aate the..
ab chaar kadam chal lene par
saansein meri thak jati hain..
ruk jaungi,
ruk jaungi, zyada na uchchal buddhe,
yehi keh kar dhadkanein bhi darati hain..
wo bhi ek zamana tha
jab meri baat pe duniya chalti thee..
duniya na sahi to na sahi
duniya na sahi to na sahi
kamm sa kamm,
ghar mein to meri baat chalti thee..
ab ka dour, doudta hai..
ab ka dour doudta hai..
meri sunne ki tujpe fursatt hi nahin..
aaj tu hai, to mujhse hai
tujhe meri phir kyun qadar nahin..
tujhe meri phir kyun qadar nahin,
tujhe meri phir kyun qadar nahin...
robin